TV21 NEWS: Humnabad mandal k Tadmad Gaon me road ki tousi karte waqt kuch kabren khodi gayi yun to saari kabron me se Haddiyan nikal aayi lekin 20 saal puraani ek kabr se taro taaza lash baraamad hui Darsl woh lash ek nek khatoon ki thi jo bahut hii ikhlaas k saat Allah ki ibadath kiya karti thi parde ki khaas paband thi.. badi narm aur khush mijaz Allah ki bandi thi.. Unka naam Moti khatoon tha.. 20 saal pahle 60 saal ki umr meh unka inteqal hua tha.. jab ye waqya logon ne suna to jouk dar touk log haazir huye aur manzar ka mushaida karke sabak hasil kiya.. phir us nek khatoon ko dusri jagah dafan kiya gaya.. Subhanallah
TV21 News and Entertainment Blog from Hyderabad Deccan ,Services ,Legal Advice
Tuesday, August 11, 2015
AFTER 20 YRS FRESH DEAD BODY FOUND IN A GRAVE....
TV21 NEWS: Humnabad mandal k Tadmad Gaon me road ki tousi karte waqt kuch kabren khodi gayi yun to saari kabron me se Haddiyan nikal aayi lekin 20 saal puraani ek kabr se taro taaza lash baraamad hui Darsl woh lash ek nek khatoon ki thi jo bahut hii ikhlaas k saat Allah ki ibadath kiya karti thi parde ki khaas paband thi.. badi narm aur khush mijaz Allah ki bandi thi.. Unka naam Moti khatoon tha.. 20 saal pahle 60 saal ki umr meh unka inteqal hua tha.. jab ye waqya logon ne suna to jouk dar touk log haazir huye aur manzar ka mushaida karke sabak hasil kiya.. phir us nek khatoon ko dusri jagah dafan kiya gaya.. Subhanallah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment